aaj ke time me internet se
paisa kamana ek naya aor
easily earning ka tarika ho
gaya hai. Har koi yahi
sochta hai ki online koi
work mil jaye jisse mai
asani ghar baide paisa
kama
saku lekin online paisa
kamana itna bhi aasan
nhi hai lekin haa other
work se ye bahot hi asan
hai,to agar aap bhi online
paisa kamana chahte hai
to "domain" name
buying & selling bahot hi
achha online earning ka
tarika hai.
Waise to bahut tarika
hai online earning krne
ke jisase aap online
earning kar sakte hai.
lekin aaj mai aapko
Domain name ke bare
me btaunga jisase aap
earning kar sakte hai.
Domain Name Kya Hai
Domain name kisi
website ka ek particular
address hota hai, jaise aapka
ghar aapke liye ek uniq
address hai, same use
tarah domain name ek
website ka uniq address
hai, aise aapko ghar tak
jane ke liye aapko rasta
(way) chahiye same usi
tarah website pe visiter
ko jane ke liye Domain
chahiye jisase wo asani
se aapke website ya blog
pe aa sake.
Domain Name Se Paisa Kaise Kamaye
Yaha mai aapko kuch
point bta raha hu jisse
domain name se paisa
kamaya ja skta hai.
*aap apne domain name
pr apni ek khud ki website
ya blog bnakar earning kar
sakte hai. aap ke website
ya blog pe achhi traffic ho
to aap Adsence ya bahut
sare ads network hai aap
kisi ko bhi use kr ke unke
ads laga kr paisa kama
skte hai lekin adsence
sabse jyada adsence pay
karta jo google provide
krta hai.
*agar aapka domain
name bahut jada
popular hai to koi bhi
badi company uspe ads
laga ke aap usse paisa
kama skte hai.
*agar aap domain name
ka business krna chate
hai to kuchh achhe
domain name aap register
kr le aur future me uski
aapko achhi income ho
skti hai ye koi fix nhi hai
ki aapka domain koi kharide
ya na kharide mai aapko
kuchh Neeche aise domain
name bta raha hu jo
lakho Doller$ me domain
name beche gaye hai.
paisa kamana ek naya aor
easily earning ka tarika ho
gaya hai. Har koi yahi
sochta hai ki online koi
work mil jaye jisse mai
asani ghar baide paisa
kama
saku lekin online paisa
kamana itna bhi aasan
nhi hai lekin haa other
work se ye bahot hi asan
hai,to agar aap bhi online
paisa kamana chahte hai
to "domain" name
buying & selling bahot hi
achha online earning ka
tarika hai.
Waise to bahut tarika
hai online earning krne
ke jisase aap online
earning kar sakte hai.
lekin aaj mai aapko
Domain name ke bare
me btaunga jisase aap
earning kar sakte hai.
Domain Name Kya Hai
Domain name kisi
website ka ek particular
address hota hai, jaise aapka
ghar aapke liye ek uniq
address hai, same use
tarah domain name ek
website ka uniq address
hai, aise aapko ghar tak
jane ke liye aapko rasta
(way) chahiye same usi
tarah website pe visiter
ko jane ke liye Domain
chahiye jisase wo asani
se aapke website ya blog
pe aa sake.
Domain Name Se Paisa Kaise Kamaye
Yaha mai aapko kuch
point bta raha hu jisse
domain name se paisa
kamaya ja skta hai.
*aap apne domain name
pr apni ek khud ki website
ya blog bnakar earning kar
sakte hai. aap ke website
ya blog pe achhi traffic ho
to aap Adsence ya bahut
sare ads network hai aap
kisi ko bhi use kr ke unke
ads laga kr paisa kama
skte hai lekin adsence
sabse jyada adsence pay
karta jo google provide
krta hai.
*agar aapka domain
name bahut jada
popular hai to koi bhi
badi company uspe ads
laga ke aap usse paisa
kama skte hai.
*agar aap domain name
ka business krna chate
hai to kuchh achhe
domain name aap register
kr le aur future me uski
aapko achhi income ho
skti hai ye koi fix nhi hai
ki aapka domain koi kharide
ya na kharide mai aapko
kuchh Neeche aise domain
name bta raha hu jo
lakho Doller$ me domain
name beche gaye hai.
Domain | Sell | year |
---|---|---|
insurance.com | 35.6million$ | 2010 |
vacationrentals.com | 35million$ | 2007 |
privatejet.com | 30.1million$ | 2012 |
internet.com | 18million$ | 2009 |
Achha Domain Name kaise Choose kre
1.aapka domain name chhota ho 5-6 word ka
2.likhne me aasan ho
3. Yad krne me aasan ho
4. jisme kuch naya pan ho ya latest word ho
Note:-Aap kisi ke brand name ko mat kharideye nhi to aap wakil ke fee bharte bharte thak jayege
kathin namo se dur rahe aur jiska market me jada value ho wahi domain kharidiye jaise abhi .com
ye sub category ka domain hai
For You
Umeed krta hu ke aapko post me de gayi hue jankari aapko achchi lage ho agar aapki is post se judi koi sawal ya sujhao ho to aap comment section me hme btaye
comment 0 Comments
more_vert