MASIGNASUKAv102
6510051498749449419

Google Ke 5 Amazing App in Hindi

Google Ke 5 Amazing App in Hindi
Add Comments
9/01/2016
aap to jante hi hai ki Google eak bahot hi 
badi company hai aor internet ki field me to Google ka bahot hi 
bada platform hai to 
aaj ham aapko 

Google ke aise five 
aap ke ware 
me batayenge jisase 
aap ke kam bahot hi 
asan ho jayenge aor 
agar aap ko bhulne 
ki adat hai to aap 
be fiqr ho jayiye q ki 
Google aise logo ke 
liye badi hi behtreen 
app banayi hai jisase 
agar aap kuchh bhul 
rhe honge to ye app 
aap ko yaad dila 
yenge aor is bhag 
daod se bhari jindagi 
me axar ham kuchh na kuchh bhul jate hai Jo hamare liye bahot hi important hote hai lekin 
ab Google aapko aisa 
app de rha hai jisse 
bhulna  no chance 
to aaj ham Google ke
five aise app ware 
me batayenge Jo aap 
ke liye bahot hi helpful 
ho Sakta hai . 

FIVE AMAZING APP OF GOOGLE


1.Google Goal

Google goal yah aapke daily life me bahot hi 
useful hai agar aap ko bhulne ki adat hai aor 
agar aap din bhar ke 
bhag daod se apne 
man chahe kam ke liye time nahi nikal pa rahe 
hai to ye app aapke liye time nikalega. Google calendar me 'goal' feature me aap exercise,family 
and friend my life etc. 
jaise feature dekhenge. iske baad har feature 
me aapko kuchh option milega jinhe aap apne hisab se sedule kar 
sakte hai aor iske 
sath aor bhi option 
include kr sakte hai. 
ab jo aapke byast 
sedule me jo time 
bachta hai u,se badi 
hi asani se bewas, 
thith,t karna asan hai.
ab Google calendar 
me add button pe 
click kar 'goal' pe 
jakar kuchh sawalo 
me jawab dijiye.sawal 
me apka plan and 
activity kya hai,aap 
inhe kitne baar kitni 
samay karna cahte hai 
aor pure din me 
aapke liye sabse achha samay kya hai Google 'goal' aapke kaam ko 
karne ko karne me 
liye taiyar lagta hai. 
koi kaam as Jane par automatically activate sedule kar data hai 
aor iske alawan aap 
kisi aor kaam ke liye activity Post poan karne 
ka irada large hai to 
tab bhi Google 'goal' sedulling kar dega. 

2. Google Keep

Google keep eak free 
tool hai agar aap ke 
pass eak Google account hai to aap iska use 
kar sakte hai apne 
phone ko eak paperless note paide ke taor 
par bhi use kar sakte 
hai aap ise eak diary ki tarah use kar sakte hai . 

3. Google Indic     
     Keyboard

Google Hindi key board 
ko ab indic naam se 
Jana jata hai is key 
board me aapko aor 
Indian language ki 
suvidha milegi. 

4. Google Feet

 ye app apple ke 
health app ki tarah 
hai aor kanhi na kanhi Google ne is app ko 
apple ke health app ko takkar dene ke liye 
ye app banaya aor 
ye app bahot hi sandar 
hai. 

5. Google Talk Back

Google talk back aisa 
app jo log bolne 
sunane me sachham 
nahi hai ye in logo 
ke liye hai Jo iske 
naam se hi pata chal 
rha hai . 

share and suscribe