MASIGNASUKAv102
6510051498749449419

How To Control Your Mind

How To Control Your Mind
Add Comments
9/06/2016

Apne mind ko control
karna ek bahot hi badi
baat agar ham apne
mind ko control kar le
to hamari puri ki puri

life settle hai. but itna
asan nahi hai ki ham
apne mind ko control
kar sake aor apne mind
ko apne control me
rakh sake q ki ham
kabhi bhi apni mind ki
to sunte hi nahi hai ham
hamesa apne man ki
sunte hai .


Jo hamare liye
temporary bases
pe thodi der ke liye khusi
deti hai but baad me
rona padta hai aor hame
samajh bhi ata hai ki
ye galat hai.

Jb ham koi galat
kaam krte hai
tohamara mind kahta
hai ye galat hai,
andar se feel hota
hai ki ye galat hai mind
hame galat kaam karne
se rokta hai lekin ham
rukte nahi hai q ki hamara
man hampe habi rahta
hai.

man kahta ye karo
isme maza hai aor ham
man ki awaj ko sun kar
kuchh kar baidte hai Jo
hame utni time to maza
deta hai lekin baad me
hame problem me daal
deta hai.

ham fir sochte hai
aisa na karte to sahi rahta
for example jab aap bike
drive karte hai aapka
man kahta ki khub speed
me drive kare aor aap
apne bike ki speed ko
bada bhi dete hai aor
dusri taraf aapka mind
bhi aapko kahta hai ki
aap bike jyada tej na
chalaye nahi to exident
ho sakta hai but aap
apne mind ki awaj ko
nahi sunte aap apne
man ki awaj ko sunte
hai, jo ki temporary bases
pe hame maza khusiya
dete hai aor baad me
problem me daal dete
hai.
aapka man utna
hi strong hata jayega
jitna aap galat kaam ko
apni life me karte jaoge
aapka galat kaam me
jitna experience badega
utna aapka man strong
hoga aor fir aap man ke
base pe har kam karne
lagoge aor aapko thodi
der ke liye khusi to milegi
baad me har kadam pe
problem hogi.

mind me ye jarur chal  rha
hoga ki hame apne mind
ko kaise control kare aor
har kaam mind ke base
pe kare to iske liye aapko
apne andar sabase pahle
changes lane honge jo
abhi tak karte the jisme
aapko maza milta tha un
kamo ko nhi karna hai ab
aapko apne mind ki sunani
hai.

aapko pahle chhote
chhote changes apne
andar lane hai q ki ek
baar me to sara kchra
nahi niklega to aapko
mind ki sunani hai,
aisa nahi hai ki aap
mind ki sunege to aap
ki life me kabhi khusiya
nahi ayengi khusiya
sirf man ki baat sunane
me hai.

 jab aap apne mind ki
awaj ko sunkar kam
karenge aor usase Jo
khusiya milengi wo
sahi khusi rahegi ab
aapko baad me koi
problem nahi hoga
balki aor khusiya badti
chali jayengi.

ab koi bhi kaam
karne se pahle jisme
risk hai, hame santi
me sochna hai ye
kaam mere liye sahi
hai ki nahi agar aapka
mind kahta hai karne ko
to kar jao aor man kahe
to nhi krna apne mind ki
awaj ko sunana hai.

ye sab bahot ajib lag
rha hoga lekin aap
mind ke base pe
kaam karne lage to
aapko sab kuchh
samjh ajayega.

Apne man ki awaj ko 
sunna band karo 
aor dimak ki awaj ko
suno .



      it can make you perfect than other


Share This Post Your Friend's