MASIGNASUKAv102
6510051498749449419

How To Solve Problem in Hindi

How To Solve Problem in Hindi
Add Comments
9/04/2016
Life me hamesa problem
aati rhti hai aor hame takleef me dal dati hai aor hame taqleef se nikalne me bahot
samay lag jata hai aor kuchh

problem thodi der me hi
solve ho jati hai aor kai
baar to itni badi problem
me fas jate jinse hame
likalne me bahot time lag
jata hai aor jab aise koi
problem me faste hai jo
life me pahali bar aati
hai aor jo abhi tak problem
aati thi unse kanhi badi
problem ye lagne lagti
hai to kuchh samajh me
nahi aata ab ham kya
kare aise lagne lagtabhai ki
jaise ab hamari life ke sare
darwaje band ho gaye hai.
agar ab problems aapki life
me aye to aap paresan nhi
hona hai na hi ye samjhna
hai ki life ke sare darwaje band
ho gayen hai q ki aapko kuchh
aisi baat batne wala hu jisase
aapki problem asani she solve
ho jayegi.




Some important trick to solve problem



DON'T DEPRESSED

*agar ham aisi problem
kabhi bhi hoto to hame
kabhi bhi depressed nahi
hona chahiye hame malum
hai ki jab problem ati hai
to hamara sara mud
kharab ho jata lekin jara
socho problems ke aane
par agar ham depressed
hote hai to kya koi hamara
faida hoga jabki aapko
problem nahi kah rahi hai
ki aap depressed ho jao to
ham depressed Jo ho jate
hai problem ke aane pe
ye sabse badi problem
hai  to hame karna kya
hame problem ko dekh
kr hame rona nahi hai
corner me jakar baidna
nhi hai ab ham kya karenge
mai to lut gaya ye nahi
karna hai.us time pe
thande dimak se  sochna
hai ki aisa kya kare abhi
jisase hamari problem
jaldi solve ho jaye hame
past aor future me ware
me nahi sochna hame ye
sochna hai ki abhi ham
kya kare jisase is problem
se nikla ja sake.




FRIENDLY  DISCUSSION




*aise time pe hame apne
dosto se bhi discussion
karni chahiye ki kya kare
jisase ham is problem ko
solve kar sake aor jo Friend
aapka aisi situation ko face
kar chuka ho usase hame
akale me ek sunsan jagah
par usase discuss kare ki
tumhare sath aise huaa
thaa to tumne kya kiya tha
aor wo apna past bataye
to dhyan se suno aor uski
baat ko aap fellow kare.
aap usi friend se discuss
kare jo aapki problem ko
seriously samajhta ho.




SHARE PROBLEM


*aap apni problem ko share
 kare iaska ye matlab nahi
ki aap facebook and whatsapp
pe sabko apna problem share
karo aap seriously usse
share kare Jo aapko seriously
samajhta ho.


DON'T AGGRESSIVE


*problems hone par axar kisi
ke upar choti si galti par ya
bina galti king hi uspe gussa
karte hai aor iasase ham aor
dispread ho jate hai to apko
ye dhyan rahe aap jab bhi
problem me photo to aap
kisi pe gussa na kare isase
aapki problem bad sakti hai.





DON'T SIT UNTIL SOLVED PROBLEM


*aor akhiri baat jo aapke liye
sabse important hai aor jisase
aapki problem solve hi solve
hogi WO hai mehnat aapko
tab take nahi baidna hai tab
tak aap apni problem solve
na karle.




       LIKE------SUSCRIBE------SHARE