MASIGNASUKAv102
6510051498749449419

Apne Smartphone Ke Battery Life Ko Kaise Increase kre

Apne Smartphone Ke Battery Life Ko Kaise Increase kre
Add Comments
9/01/2016
aaj ke time ke smart phone to bahot hi high resulation ke hote hai aor display bhi badi hoti hai and prosseser bhi high hoti hai aise me battery ki capacity kitni bhi q na ho battery down ho hi jati hai aur jab battery down hoti hai to puchho na aisa lagta hai ki Sara kam isi se chal rha tha Battery down hone k baad sab kam thap ho gaya aise aap ke sath bhi kabhi huaa hoga jab aap apne phone me koi interesting video dekh rahe ho ya koi school ya office se related document dekh rahe ho aor aapka phone discharge ho gaya ho to aap ko bahot bad
feel huaa hoga aor gussa bhi aaya hoga to ye sab to normal life me hota rhta hai tab,bhi agar aap chahte hai ki aap ke smartphone  ki battery discharge na ho to ham aapko kuchh aise method batate hai Jo agar aap fallow karte hai hai to aapke smartphone ki battery ki life bad+ sakti hai.

mobile ke battery life kaise increase kre.


Brightness Low

brightness kam kre sabse pahle agar aap chahte hai ki aap ki battery jyada chale to aap apne mobile ki brightness kam kare isase
aapki battery kam kharcha hogi aor
aapki ankh ke liye bhi fayda hoga ye aor pahle se jyada aapki battery ki life bhi bad+ sakti hai .

Don't Use Long Time Location,wifi&internet

aap agar apni location ko jada time tak use krte hai to isko use krne se aapke location ke hardware
start ho jate hai aur aapke battery heat hona start kr deti hai
wifi ko bhi aap longtime ke liye na use kre isse aapka net
bhi chalta rahta hai aur background me bahut sari procces on ho jati hai internet ke agar hum
bat kre to isse hamara bahut fayda hai but isko agar aap apne smartphone me jada time tak chalate hai to aapka phone heat hone lagta hai aur aapki battery jaldi discharge ho jati hai


Multi Tasking

aap ek samay me jada apps ka use
na kre agar aap multi tasking krege
ti isse aapke battery pe bura asar padhega ek time me kam
se kam 3-4 apps ka use kre isse jada app ka use na kre


Original Battery

apne phone ke wahi battery use kre jo aapke phone me
pahle se di gayi ho battery ko dusre phones me na lagaye


Display Live Wallpaper
apne phone me aap live wallpaper ka use krte hai to isse aapka phone aur bhi achha lagne lagata hai but
isse aapke battety bhi bahut jada
discharge hoti hai


I Hope Is Post Me Aapne apne Phone Ke battery Badhane Ke Bare Me Achhe Se Samajh Gaye Hoge. Agar Aapko Abhi Bhi Confusion Hai To Comment Krke Btaye.
Agar Aapko Post Pasand Aayi Ho To Apne Friends Ke Sath Social Pe Jarur Share Kre!