- Ye application kam kaise krti hai
agar hum android device manager ki bat kre to ye app online work krti haj but ye offline bhi work krti hai is application ko perform krne ke liye aapko apne phone me location ko "on" krna padega tabhi ye app work kregi. Sabse alag bat ye hai ki aapko ek message send krna padega jis phone me wiperoid install ho aur uska passwors bhi aapko pta hona chahiye aur us phone me balnce bhi hona chahiyeab agar aap apka phone kho gay to aapko simple sa ek message send krna padega uske kuch minutes bad aapke pass ek message aayega message me ek linl rahegi ab aapko location ko dekhne ke liye us link ko open krna padega aur aapke phone ke location aapko correctly aapko phone me mil jayegi. is app ki madad se aap apne phone ko ring,location,lock,aur apne phone ka data bhi delete kr skte hai.
Wiperoid se Location kaise pta kre.
- Sbse pahle apne phone me wiperoid application ko Download kre.
- agar aapka account pehle se nhi hai to aap register new account per click kre aur apna new account bnaye.
- app ki settings ko open kre aur remote lock,locationservice,found your phone ko enable ker lijiye.

3.agar aap apne phone ko ring krana hai to koi bhi phone se aapne jisse account bnaya tha us number pe ek Sms krna padega
Wiperoid apna password likhe ring

4.Ab aapka phone ring krega agar aapka phone silent mode me hoga tab bhi full volume me ring hoga apna sahi passwors dal kr ring ko stop kr skte.
app install krne ke bad agar aap password nhi change krege to aapke phone ka missuse ho skta hai
For you
agar aapka koi bhi sawal ya sujhao ho to aap comment box me type krke hame btaye!
i hope aapko ye post achhi lage hogi apne friends ko social media pe share krke jarur btaye aapke friends ka phone chori hone se bach skta hai.
comment 0 Comments
more_vert