Kya aap bhi janna chahte hai ki google drive kya hai aur isko kaise use kre to aap post ko pura pade
Pahle ke time me jab computer pe koi file crypt ho jata tha ya hard disk crash ho jati thi to sara data delete ho jata tha fir aaya
cd,dvd,memory,isme aap apna data to store kar sakte hai lekin problum ye aati thi ki inko har jagah sath lejana padta tha aur ye bhi kabhi kabhi crypt ho jate the aur file khone ya na chalne se bahut problum hoti thi
#=WITHOUT INTERNET KHOYE HUE MOBILE KE LOCATION KAISE PTA KRE =#
Lekin ab document,file,music,videos,photos ko aap backup leker google drive me save kar sakte hai ye samjhiye ki ye ek online harddisk hai jaha aap apne files ko achhe se save kar sakte hai
Google drive me aapko 15 gb ki free storage available hai
aapke document ko dunia bhar me ek hi smay pe alag alag log acces kar sakte hai aur uneh edit kar sakte hai
Google drive ko kaise use kare
Yaha mai apne smartphone se Google drive ko use karne ja raha hu lekin agar aap pc me use karna chate hai to aap pc me bhi use kar sakye hai pc me use karne ke liye is link per clivk kre drive.google.com
Smartphone se google drive ko kaise use kre
Photo me achhe se samjhaya gaya hai

Aapkp jo drive me save karna hai aap gallery me usko choose kre mai yah aapko btane ke liye ek photo ko drive me save kr raha hu
Ab upar share buuton pe touch kre agar aap drive me uska name change karna chate hai to name change kreye ab ok ker dijiye aap ek naya folder bhi bna sakte hai ab aap jo bhi chiz ko save karna chate hai usko google drive me achhe se save kar sakte hai
I hope aapko ye post achhi lage ho to plz. social media pe jarur share kre

Google drive ko aap apne smartphone se ya tablet,pc se kahi se bhi acces kar sakte hai
Aap file ko download upload kahi se bhi kar sakte haiGoogle drive me aapko 15 gb ki free storage available hai
aapke document ko dunia bhar me ek hi smay pe alag alag log acces kar sakte hai aur uneh edit kar sakte hai
Google drive ko kaise use kare
Yaha mai apne smartphone se Google drive ko use karne ja raha hu lekin agar aap pc me use karna chate hai to aap pc me bhi use kar sakye hai pc me use karne ke liye is link per clivk kre drive.google.com
Smartphone se google drive ko kaise use kre
Photo me achhe se samjhaya gaya hai
Aapkp jo drive me save karna hai aap gallery me usko choose kre mai yah aapko btane ke liye ek photo ko drive me save kr raha hu
Ab upar share buuton pe touch kre agar aap drive me uska name change karna chate hai to name change kreye ab ok ker dijiye aap ek naya folder bhi bna sakte hai ab aap jo bhi chiz ko save karna chate hai usko google drive me achhe se save kar sakte hai
TO AAP NE EK AUR ACHHI KNOWLEDGE LELE KE APNE DATA KO GOOGLE DRIVE ME KAISE SAVE KRE
I hope aapko ye post achhi lage ho to plz. social media pe jarur share kre
comment 0 Comments
more_vert