MASIGNASUKAv102
6510051498749449419

Apple Ke Phone Android Phone Se Kyu Behtar Hai

Apple Ke Phone Android Phone Se Kyu Behtar Hai
Add Comments
9/02/2016
Ek iPhone android she behtar q hai is post pe 5-point se aapke sare sawalo ka jawab ko clear kr dunga suru se hi iphone aur android phone me comptition rha hai aor dono ki marketing bhi achhi rhi hai lekin agar bat kare iPhone ki to
iPhone kanhi na kanhi eak android
se behatar hai aapko is me jyada pay karna padega lekin chij jo milegi wo gajab ki hogi to ham aapko batate hai ki eak iPhone android se behtar q hai.
Ek iPhone android she behtar q hai



1.Hardware Software Optimization


apple android phone se isliye achha
hai ki apple ka jo hardware hai usko apple ne bnaya hai and uska jo software hai wo bhi apple ne khud bnaye hai apple apne software& hardware ko itne achi tarike se optimize krta hai ki
jab aap apple ke phone ko use krte hai to usme aapko hang ka koi option hi nhi hai lekin agar android
phone ke bat kre to android phone me aaisa kuch bhi nhi
hai android ke liye software Google ne to bna diye lekin hardware bnane wali company bahut
sari hai Ex. Samsung,Sony, Micromax aur company hardware
ko apne phone ke hisab se
bnate hai isliye Sabhi phones me software ka sahi taraike se kam
kr pana posible nhi hai  apple ka operating system(os) ios apple ke phone me achhe se perform kre ye
to posible hai

2. Applications Avilability



android ka jo Google Play store
and apple ka App store ke bat kre to
dono me lagbhag utni he apps he jitna ke play store me hai lekin aaisa bahut bar hua hai ke agar
koi nayi application launch hoti hai to pahle wo apple ke App store aur uske 3-4 mahine bad android ke Play store me launch hoti hai
aur koi bhi application ka update sabse pahle apple ke phone's me milta hai aur uske 2-3 hafte(week) ke bad android phones me wo updates aata hai

whatsapp me stylish text kaise likhe

3.  Accessories


apple din pe din itna jada popular hota javraha hai  agar aapko
koi bhi apple ke phone me
backcover,battery, charger agar aapko buy krna hai to aapko aasani se market me mil jayegi lekin android phone me aaisa nhi hai
kuch phone me samsung,sony,htc
jaise bade company ke accesseries aapko mil jayege lekin bahut sare Normal android phones ke nhi mil pate hai kahi camera dikh
raha hai to speker nhi aapko utna
kaatna✂ padhta hai lekin apple me aaisa bilkul bhi nhi kyuki apple
ek sal me 2 phones launch krta
hai aur jo accessories bnane
wale company hai wo jaldi hi accessories user's ko provide kra dete hai aur android ke itne
sare phone's hai ke company samajh hi nhi pati ke kis phone
ka accessoris ham user ko jalde  provide kre!


4. Software Updates


tisra jo point hai wo hai software updates ko leker android
phone ke bat ki jaye to nexus ke siway koi bhi android phone's
me updates nhi milta lekin fir bhi agar hame android phone me updates chahiye to  rooting ke sahare updates mil sakta hai lekin apple me aaisa nhi hai apple me jis
date ko update release  hota hai pure world me usi din he apple ke sare phone's me updates mil jata hai aur ye update apple ke 3-4 year  purane phones ko bhi milta
rhta hai

Mobile se piase kaise kamaye 101% working

5.  After Sales


Koi bhi phone ko kharidne ke bad
aapko usko 2 he karan(reason) bechna padta hai


  1. aapke phone me koi problum aa jaye.
  2. ya fir aap us phone ko bechna chahte ho.

Dono he option me apple android phone se lakh guna achha hai
agar aapke android phone me koi problum aa gayi hai to aap
apple store me apna phone le jaye sari responsbility wo aapke phone ki theek kr ke denge agar wo nhi
theek kr pate hai  to wo aapko badle me ek naya phone de denge
aur ye sab kam aapka aasani se ho jayega lekin  android phone aapka khrab ho gaya ho aur aap usko service center le jate hai to ho sakta hai aapka phone sahi ho ya n sahi aur aapse wo bar bar chakkar lagwate rahege aur apple me aaisa bilkul bhi nhi hai wo aapki achhe se help krege agar aap samsung ke phones ko market me bechte hai to agar uski price 10,000 hai to aapko market me bechte hai to ho sakta
hai ke aapko uska half  part mile jata hai lekin agar aap apple ke phone ko market me bechte hai to 80 se leker 85% aapko aasani se mil jayega aur itna paisa koi bhi
smartphone company aapko nhi dete hai


Dosto Yahi Kuch Features
Apple Ke Hai Jisse Apple Android phone se Behtar Hai lekin agar aapke man me koi aur bhi features ho to aap hame comment kr ke btaye.Friend's Mai Ummeed Krta Hu Ki Aapko Ye Post Achhi Lagi Hogi 
Agar Aapko  Ye Post Achhi Lage Ho To Facebook Pe Apne Dosto Ke Sath Jarur Share Kre!